
Best Dialogues Delivered by Ranveer Singh
Ranveer Singh is one of the most popular Bollywood actors in the present who has worked in over 22 movies. He has delivered some indelible performances in some of his films, such as Bajirao Mastani, Gully Boy, etc. In this article, we will look at some of the best dialogues delivered by Ranveer Singh.
Bajirao Mastani

Image credits: indiatoday.in
Hamare dil ek saath dhadakte hai…aur ek saath rukte bhi hai.
Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai … ayyashi nahi.
Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte, kabhi bhi maat de sakti hai
Lootera

Image credits: indianexpress.com
Meri zindagi mein sab ne mera istamaal kiya… Pyar sirf tumne kiya.
Ram-Leela

Image credits: Pinterest
Apni saans vapas lene aya hoon. Atak ke reh gayi hain tere paas.
Maut ka dhandha karte karte Zindagee ki kimat bhul gaye hain hamlog.
Befikre

Image credits: Tumblr/RanveerSingh
Love na Bungee jumping ki tarah hai, dum hai to kood pado, safe landing ki koi guarantee nahi hai, to safety ka socho mat… Jisne socha vo sochta hi reh gya, or jo kuda vo udta hi raha.
Gully Boy
Apna time Aayega.
Gunday

Image credits: Humaraphotos.com
Hum toh falak ke taare the, zameen pe aaye toh pehchaan payi, mazhab paya, rang paya, zubaan payi, hum nikle the jannat dhoondne, par har modh pe, har makaam pe, nafrat jung aur sarhad payi, par apne tevar ka sikka ek din chalega zaroor, khoon ubaal marega zamana badlega zaroor, khud ko buland karenge, rab ke bandhe hai hum … gunday the, gunday hai, gunday rahenge hum.